Father's day kyu manaya jata hai

Father's day kyu manaya jata hai

father's day ek aisa avsar hai jo aapke pitaji ko Vishesh mahsus karane aur pure Parivar ke liye unke yogdan ka Ehsan manne aur unhen sammanit karne ka avsar lekar aata hai,

aur hamen hamare Jeevan me pita ka mahatva samjhata Hai vaise to father's day Vishva bhar me alag alag tarikh ko manaya jata Hai.


Lekin jyadatar Desh is Din Ko June ke teesre ravivar ko manate Hai America India aur Canada me yah Din June ke teesre ravivar ko manaya jata Hai,

is sal fathers day Bharat me 21 June ko manaya jaega

father's day manane ki piche kahin kahaniyan per chalte Hai.


jinmen se mai aapko do mukhya kahaniyan batane ja raha hun pahli bar father's day 19 June 1910 ko America me miss sonora smart dudh ke pita ko sammanit karne ke liye manaya gaya tha,

sonaura ke pita Williams smart grah Yudh Anubhav theunki patni ki mrutyu unke chhote bacche ko janm dene ke Samay hui thi.


unhone apni patni ke Gujar jaane ke bad akele hi Apne 6 bacchon Ko pal Pushkar bada Kiya Williams smart ke Gujar jaane ke bad unki beti Sonora chahti thi ki jis Din uske pita Williams ki mrutyu 5 June ko hui thi use Din father's day manaya gaya,


lekin kuchh Karno ki vajah se yah Din June ke teesre ravivar ko sandrbh it kar diya Gaya.


tabhi se log Vishva bhar me June ke teesre din ravivar ko fathers day manate Hai,

dusri fathers day ki kahani ke anusar fathers day America me pahli bar fare Mount share Virginia Rajya me 5 July 1908 ko manaya gaya tha.


America ke Virginia rajya me pahli bar 5 July 1908 ko UN 361 purushon ki yad me father's day manaya Gaya,

Jin ki mrutyu ek Koyla khadan visfot me December 1907 me Hui thi.


inke alava aur bhi Kai sari kahaniyan chhupi Hui Hai jinko father's day manane ki vajah mana jata Hai,

Lekin yah 2 kahani sabse jyada per chalit hai.


bad me 1972 me Rashtrapati Nixon ke shasankaal ke dauran father's day adhikarik taur per rashtriy avkash ke roop me manyata di gai,

pichhle Kuchh varshon me father's day festival ne adbhut lokpriyata hasil ki hai.


aaj Hi Se ek Dharm nirpeksh tyohar Mana jata hai aur na Keval America me balki Argentina Australia Belgium Brazil France narve Germany New Zealand Japan aur Bharat sahit duniya bhar me badi sankhya me manaya jaane Laga Hai, 

duniya bhar me log father's day ko pita ko dhanyvad dene me sammanit karne aur unhen shradhanjali dene ke aur avsar ke roop me is Din Ko manate Hai is Din bacche Apne pita ko unka sabse lokpriya tohfa dete Hai unhen khas mahsus karane ki koshish karte Hai !


Post a Comment

Previous Post Next Post