Mother's day kyu manaya jata hai,Mother's day kaise manaya jata hai,mother's day 2020, mother's day kab hai, mother's day 2021, mother's day date, mother's day kab hai 2021,


Mother's day kyu manaya jata hai,


mother's day ki celebration hazar saal pehle se hi grecksroman karte hue aa rahe the per hum jis mother's day ko jante Hai,


uski shuruaat anna Jarvis ne 1908 me ki apni maa Ko owner karne ke liye vo bhi America ke ek Church Saint Andrews mein joki West Virginia state hai.


Anna Jarvis ke maa ka Naam tha ann isireeves jarvis hai aur vah ek peace activist thi,


vah america ki civil war me Ghayal hue sare sainikon ka ilaaj karti thi aur isi kaam ko aage badhate hue unhone mother's day clubs khola taki public ki health issue ko theek Kiya ja sake.


1905 me ann ravish Jarvis chal bashi aur tabhi unki Beti ann Jarvis ne campus start Kiya ki mother's day hona chahiye,


aur is Din holiday ka hona bahut jaruri hai kyunki vahi ek Din hoga jab apni maa ke sath baithenge aur unhen achcha feel kara sakenge.


to is duniya me sabse jyada kam hamare liye hamari maa ne hi ki hai 1908 me US Congress ne is mother's day ko dekh kar proposal ko reject kar diya,


vah majak udate hue ki mother's is not days hota to jyada achha hota per 1914 aate aate Woodrow Wilson joki US ke 28 me President hai.


unhone Pak sain kya ki mai ki har dusre Sunday ko mother's day celebrate kiya jaye,


Par iska logon ne galat matlab samjha vah apni maa ki sath baithane ki bajaye mahangi mahangi gifts lakar unhen dene Lage.


aur us ki companies ne is mother's day ko commercialize kar diya,


aur iske liye Ann Jarvis ne bahut badi badi ladai Ladi yah kahate hue ki apni maa Ko order Karna Hai to khud Se banai Hui chijen do na ki bazar ki kharidi Hui chije do.


to yah aapko decide karna hai ki aap apni maa Ko bajar ki chije Dena chahte ho ya apni khud ki banai Hui ya likhi hui chijen dena chahte ho to yah thi kahani mother's day ki !


Post a Comment

Previous Post Next Post