Bal diwas kyu manaya jata hai, children's day kyu manaya jata hai


children's day kyu manaya jata hai


Bal diwas ki Neev 1925 me Rakhi gai thi jiske baad 1953 me duniya bhar me ise Manyata Mili,

UN ne 30 November ko Bal Divas ke roop me banane ki ghoshna ki lekin yah Anya deshon me alag alag Din manaya jata hai.


Kuchh deshon me Aaj bhi 20 November ko Bal diwas manaya jata hai,

1950 se Kai deshon me 5 Darshan Divas yani 1 June par hi Bal diwas manaya jata hai.


Yah din bacchon ke behtarin bhavishya aur unki Mul jarurton ko pura karne ki yad Dilata Hai,

Yani is Din bacchon ka bhavishya achcha Ho aur hum unhe acche se acche Shiksha de Isi ke liye Bal diwas manaya jata hai.


Pradhanmantri pandit Jawaharlal Nehru ki jayanti ko Bal Divas ke roop me bhi manaya jata hai,

pandit Nehru Bharat ke azadi ke bad pahle Pradhanmantri Bane Bharat me inke janmdin ko Bal diwas ke roop me manaya jata Hai.


is din bacchon ke Adhikar dekhbhal aur Shiksha ke bare me logon Ko jagruk Kiya jata Hai,

Bharat ke alava bal diwas duniya bhar me alag alag tarikh ko per manaya jata Hai.


pandit Nehru bacchon Se behad pyar karte the isliye unke janmdin ko Bal diwas ke roop me chuna Gaya,

pandit Nehru ne Bharat ki azadi ke bad bacchon ki Shiksha Pragati aur Kalyan ke liye bahut kam Kiya.


vibhinn sexy sansthanon Jaise Bhartiya praudyogiki sthan Akhil Bhartiya ayurvigyan Sansthan aur Bhartiya prabandhan Sansthan ki sthapna ki Nehru ji bacchon ko Desh ke bhavishya ki tarah dekhte the jo ki sach bhi hai,

Nehru ji apna adhiktam Samay bacchon ke sath bitana pasand karte the.


vah hamesha bacchon ke prati apna Laga chahe karte the shayad yahi karan hai ki aaj ham hamare Desh ke pahle Pradhanmantri Shri pandit Jawaharlal Nehru ji ke janmdin ko Bal diwas ke roop mein manate hai !


Post a Comment

Previous Post Next Post