happy-teacher-day-manaya-jata-hai
happy teacher day kyon manaya jata hai


happy teacher day kyon manaya jata hai


Bharat me shikshak Divas 5 September ko manaya jata Hai jabki antar rashtriya shikshak Divas ka jo aayojan hai vah 5 October ko kiya jata Hai shikshak Divas ko pure Vishva manaya jata hai,

Aur iska alag alag din sab jagah nirdharit hai antrashtriy shikshak Divas hai aapko pata Hai 5 October ko manaya jata Hai.


India me jo 5 September ko shikshak Divas manaya jata Hai vah kyon manaya jata Hai ab hum ye jante hai,

hamare Desh ke ek Rashtrapati the doctor sarvpalli Radhakrishnan dusre Rashtrapati the hamare Desh ke aur Pratham uprashtrapati the doctor sarvpalli Radhakrishnan ek bar kya hua ki unke doston ne kaha ki aapka birthday yani ki janm Divas manate Hai.


to unhone kaha nahi mai apna jo janmdin alag se manane ki bajay yadi ise Teachers day ke roop me Manaye to mujhe jyada Garv ki Anubhuti hogi,

aur 1962 me jis sal yah Rashtrapati Bane use sal se hi inke janm Divas ko hi Teachers day yani ki shikshak Divas ke taur per manaya jaane Laga.


doctor sarvpalli Radhakrishnan ka manana tha ki jo ek shikshak ka dimag hota Hai vah Desh me sabse behtar dimag hota Hai,

doctor sarvpalli Radhakrishnan ka Bharat ki Shiksha Kshetra me kafi bada yogdan Raha Dr Radhakrishnan Vishva ko ek Vidyalay me unka manana tha ki Shiksha ke dwara hi Manav mastishk ka sadupyog sambhav hai.


Jabki deshon ki nitiyon ka Aadhar pure Vishva me Shanti ki sthapna ka prayatn ho,

Dr Radhakrishnan apni buddhi se paripurn vyaktiyon Ananda abhi vyaktiyon aur halki good good aane wali kahaniyon se chhatron ko mantramugdh karte the.


Uch Naitik mulya ko Apne Aanchal me utarne ki prert Apne chhatron Ko bhi dekhe the vah jis bhi chhatron ko padhte the uska pahle abhiyan kar lete the,

aur Darshan Jaise Gambhir vishay ko bhi vah apni saheli se saral rochak aur Priya banaa the !


Post a Comment

Previous Post Next Post