Nag panchmi kyu manaya jata hai,Nag panchmi kaise manaya jata hai,

Nag panchmi kyu manaya jata hai,


Kahte hai Kaliya nag Yamuna nadi me vishram Karta tha iske wish itna bhayankar tha ki Yamuna nadi swayam visakh ho uthi thi,


aas paas Hi fasle Nasht ho rahi thi aur pashu mar rahe the Bhagwan Shri Krishna ne Kaliya nag ko Yamuna chhodkar patal lok me bhej diya

tatha logon Ko uske bhaye se mukt karaya.


Baran chhetra me nag panchmi usi Din Se manae jaati Hai yah atyant prachin parv Hai,


varah Puran ke anusar isi Din Brahma ji ne Sheshnag ko Prithvi dharan karne ki Anupam seva saupu thi.


Bharat ka Nago se anutha sambandh raha hai Nagaur ka Maul sthan patal lok prasidh Hai,


puranon me naag lok ki rajdhani Bhojpuri bataiye Hai garud Puran bhavishya Puran charak samhita sushruta samhita bhavprakash adi Granth me naag sambandhi visheshtaon ka ullekh milta Hai.

Get Unlimited Real Money : Click here


puranon me Yash kinnar aur gandharv ke varnan ke sath sath nago ka bhi Varna milta Hai,


Bhagwan Vishnu ke saiya Sheshnag Hai Bhagwan Shiv ke gale ki mala bhi varsh ka nag hai to Ganesh ke alankaran bhi Nag hi Hai.


puranon me surya granth me 12 nago ka ullekh milta Hai Jo kramshah pratyek mahine me unke Rath ke vahak bante Hai,


is prakar nag Bhartiya Sanskriti me Dev roop me swikar kiya gaye hai Desh ke parvatiya pradeshon me nag Puja bahut Se Hoti Hai.


hamare Rishi muniyon ne nag Puja me anek vrat Pujan aadi ka Vidhan Kiya Hai sawan Shukla panchmi ke din nag Puja me Nago ko kaccha gay ka dudh se Hasnain ka Vidhan hai jo sampon ko dudh se snan karate hai.


unko tatha unke Parivar Ko sapon ka bhaye nahi hota parampara anusar stri Apne gharon me saap ke Chitra Kale churae gobar aur dudh se barati Hai,


dudh ghi jal AVN dhaan saap Devta ko Arpit Kiya jata Hai is Din Kisan is bhains se hal nahi chalate Hai ki kahi saap Ko kahi Chot na Lag jaye.


Aisa Vishwas Kiya jata hai ki saap is prakar ki seva se prasann ho use Kisan ke kisi bhi Parivar ke sadasya Ko nahi dasta,


gramin kshetron me Sham ke Samay shradhalu saji dhaji bailgadiyon me Puja ka saman lekar nag panchmi ke Din Shiv Mandiron me jaate Hai.

Get Unlimited Real Money : Click here


Mandir pahunch kar sabhi der Raat Tak Anand se yah tyohar manate Hai, 


naag Pooja me Prithvi AVN Ghar ke darvaje ke kinaron per gobar ya chawal ke aate se gol banakar lagu ke Chitra ankhen AVN Sindoor sweety ka karne ka Vidhan Hai. 


Sone Chandi lakadiya mitti Se Prithvi per nag banakar fhool Ganj dhup Deepak good se Nagaur ka Pujan Kiya jata Hai, 


hamari krishi sampda ki krishi Nashik jivan se raksha karte hai paryavaran tatha van Sanpada me bhi in ki bhumika Hai.


nag panchmi ka parv naagon ke prati Samman unke samvardhan aur sanrakshan ki Prerna deta Hai, 


ullekhniya Hai ki saap aise hi nahi daste Hai jab unhen ham se khatra mahsus hota hai ya nuksan ka bhaye hota hai vah bhukhe hote Hai vah tabhi daste hai !


Get Unlimited Real Money : Click here

Post a Comment

Previous Post Next Post